Savera kya hua, sitaro ko bhul gaye

Savera kya hua, sitaro ko bhul gaye.
Suraj kya aaya, chaand ko bhul gaye.
Guzre kya kuch pal humare bina,
Aap hume hi bhool gaye.

By sachin mehta