khuda k baad tera naam liya maine

khuda k baad tera naam liya maine,
kya pata tujhe kitna yaad kiya maine,
kash sun sakte tum dhadkene meri…
har saans ko tere naam se jiya maine…


By sachin mehta