Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka

Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka,
Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka,
Dewaangi isse badkar bhi kya hogi,
Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.
Yeh dil pyaar ke kabil na rah,
Koi bhi izhaar ke kabil na raha,
Is dil mein bas gai dosti aapki,
Abh to chand bhi deedar ke kabil na rah.

By Sachin mehta